Dhoondta Tha

Posted under Dard Shayari | Be the First to Comment

Dhoondta tha ke kon mera saath nibhayega saaye ki tarah,
Sochta hu ke kon mere jajbaton ko samjhega yaha,
Par Jab Khayal aaya unka jinhone hame kabhi akela nhi choda,
Toa laga in tanhayion se aacha saathi mujhe milega kaha !!!

Add A Comment

*