Mazboor Ye Haalaat
Mazboor ye haalaat idhar bhi he udhar bhi
tanhaaii ki ek raat idhar bhi he udhar bhi
kahne ko bahut kuch hai magar kis se kahe hum
kab tak uuhi khamosh rahe aur sahe hum
dil kahata hai duniya ki har ek rashm gira de
kyu dil me sulagate rahe, logo ko bata de
haan.. humko muhabbat hai, muhabbat hai,muhabbat hai
ab dil me ye baat idhar bhi hai udhar bhi
Mazboor ye haalaat idhar bhi hai udhar bhi….
Shayar: Sharad Mohta
Add A Comment