Sham E Gham
Sham e gham, yeh tanhayi jane kya pooch rahi hai
Honth hil rahe hain par awaaz kyo nahi nikal rahi hai.
Maine mann hi mann kaha
Ye dil ka chot hai jalim awaaz nikalta nahi
Aansu chalak aata hai par girta nahi
Agar mar jaoon to bhi achha hai
Par tadap kar rah jata hoon marta nahin.
By M. Ravishankar
Add A Comment