Suna Tha Ke
Suna tha ke pyaar ek hi baar karte hai hum,
Magar ab jawaab milgaya hai, ke dil tutne ke baat, koi dusra nahi chahte hai hum..
Aaj bhi hum aapko dosh nahi dete,
Sirf guda se pyaar naa karne ka kasam lete hai hum….
Submitted by Wikash Vidjai Behari (from Surinam)
For someone that never will choose me as the one…
2 Comments to “Suna Tha Ke”
Khayal Achha hein mera bhai.
Lekin ye kahani bahut purani hein,
Chalte aa rahe ye ye silsila,
Na jaine kitno ko shayar bana diya!
Zamana badal gaya he pyare,
apni purane khayalat chodto,
Wo jo chali gayi, kabhi na thi tumhara
Ye bazar hein khushiyon ka,
yahain tera gam nahin bikti!
Song lyrics
jaa rahe ho agar duur mujhse sanam – 2
phir mere paas aana nahi
yeh bhi mumkin nahi main palat na saku
isliye itna wada karo o o o
mujhko aawaz dena nahi – 2
jaa rahe ho agar duur muhjse sanam
phir mere paas aana nahi
yeh bhi mumkin nahi main palat na saku
isliye itna wada karo o o o
mujhko aawaz dena nahi – 2
(mil bhi jaayen agar ham tumhen raah mein
pher lena nazar par milana nahi) – 2
dekh lu bhi agar tum hamein bhool se
apni aankhon mein tum ashk lana nahi
dil se humko to tum kar chunke ho juda
aankh se bhi girana nahi – 2
(tumne maangi dua humko miley har khushi
tum hi meri khushi phir kyun miley na hamein) – 2
tumne li hai kasam gam na karna kabhi
tum sikhado zara muskurana hamein
tumne keh toh diya yaad karna nahi
khwaab mein tum bhi aana nahi – 4
jaa rahe ho agar
Add A Comment