Log Yahaan Wahaan
Log yahaan wahaan bhatakte hain,
Apna samay nasht kardetein hai,
Vyarth ki baaton mein ulajhkar,
Khoob timepaas kartein hain.
Zaroorat hai aaj samaajh ko badalne ki,
Zindagi mein lage is daag, grahan ko mitaane ki,
Chandra grahan se to bach sakte hain,
Par jeevan ke laksh ko paana ab sapna sa hai!
Sheeshe se sheesha takaraye,
Aasmaan se badal takaraye,
Abke saawan ab barse aise,
Jawan dilon ki daastan mil jaye!
Aaina hai tera chehra,
Par sheesha toot jata,
Tu gamon ka sagar bhi,
Par badal kyon barsana jaanta nahin,
Dhoop mein to khilkar kali khilti hai,
Baag mein bhawaron ko lalchaati hai!
Tu anokhi kahani bhi,
Gumnaamsi dhakano mein bhi!
Submitted by Srishti Agarwal
Related Shayari
- Kya Bigada Tha
- Tumko Dekha To
- Zindagi Gamon Ki Laher
- Shayari for Unseen Girl
- Jindagi Ek Rasta Hai
- Yaadon Ko Yaad Karke
- Kitna Bebas Hai
- Tum Shayad
- Subha Hote Hi
- Log Ruth Kar
If you enjoyed this post, please consider to leave a comment or subscribe to the feed and get future articles delivered to your feed reader.
Comments
No comments yet.
Leave a comment