Fri 12 Dec 2008
shayari for unseen girl
har roz mare khwabon mein ek chehra aata hai
neechi palkein bheegi palkein mujhe dekh ke sharmata hai
shayad woh mere liye bani hai
har waqt mera dil yahi farmata hai
neend mein mera din nikalta hai
aankh khulte hi mera dil ghabrata hai
raat ke intzar mein pura din kat jata hai
kab sham dhale kab aankh lage kab uska deedar ho
yakeen nahi hota ki koi andekha bhi apna ban jata hai
har roz mare khwabon mein ek chehra aata hai
by Anil Kumar