Hamari kahani sunn sakee ki bhi aankhon main aansoo aa jate hain,
Saare mehkhane ki sharab peekar bhi hum nashe main nahi aate hain,
Kya karein sakee aab toa itni jyada peene lage hain,
Kay hum mehkhane main bhi darwaje se lauta diye jate hain.
-------------------------------------------------------------------

Bichdee huae yaar hain millee par unkii yaade nahi bichdii
Gamm unke diye hain par unki chaah nahi bichdii
Saaki bottal khol de aaj saari tere maikhaane kii
Deekhen aaj pehmaano main rehta hai gamm ya hamare dil main
-------------------------------------------------------------------
Tadap kar dekh kissi ki chah main,
Tabhi ptta chalega ke pyaar kya hota hai,
Agar aaise hi mil jaye koi raahoan main,
Toa kaise ptta chale intezaar kya hota hai…..
-------------------------------------------------------------------
Mohabbat ke anjaam se darr rahein hain,
Nighaon main aapni khoon bhar rahein hain ,
Meri Jaan ko le udha hai koi ,
Aur ham yahi bethe hue sher o shayari kar rahein hain…….
-------------------------------------------------------------------
Suna hai ke ishq main neend udh jati hai ,
Koi hamse bhi isk kare doston,
Hame toa kambhaqt neend hi bahut aati hai….
-------------------------------------------------------------------
Fareb thi hansi main unki aur ham aashique samaj baithe ,
Maut ko hi aapni zindagi samaj bethe,
Waqt ka majak tha ya hamari bad nasibi,
Unki do baatoan ko chahat samaj bethe…
-------------------------------------------------------------------
Mere dost mat karna Hasinaon se muhabbat ,
Vo nigahon se vaar karti hain,
Inhi nighaon se kitno se pyar karti hain…
-------------------------------------------------------------------
Har ik jazbaat ko dua nhi milti ,
Har ik arzoo ko jubaa nhi milti,
Muskan saja ke rakho toa duniya hai saath,
Aansu ho toa aankhon main bhi panah nhi milti….
-------------------------------------------------------------------
Milta agar hamko raasta koi toa ham bhi thikana pa lete ,
Aapni kismat ne rakha tanha varna ham bhi zamana pa lete,
Jab bhi bajana chaha , saaz tod dia takdeer ne,
Ni toa zindagi ki mehfil main , ham bhi koi tarana ga lete….
-------------------------------------------------------------------
Maine unse pyar kiya ,
Yeh mere pyar ki hadd thi …
Maine unpe itbaar kiya ,
Yeh mere itbaar ki hadd thi …
Marke bhi khuli rhi meri aankhen,
Yeh mere Intezaar ki had thi ……