Kareeb se aapko dekha toa aapna paya ,
Jab aapko pyar se aajmaya toa aapna paya,
Aapko kya naam du samaj nhi aata,
Dost , Pyar ya Meri Zindagi ka Saya.
Email This Sher
-------------------------------------------------------------------

Har aahat pe aapki talash hai ,
Dur rah kar bhi aap mere paas hai,
Itna na chaho mujhe ki dil puche ki dharkan kis ke paas hai..
Email This Sher
-------------------------------------------------------------------
Meri palkon ko bass unka intezaar rehta hai ,
Dil ke kissi kone main unka hi pyar rehta hai,
Gujar rahe hain raat aur din unki yaad main ,
Bass hame toa unka intezaar aur pyar hi yaad rehta hai …
Email This Sher
-------------------------------------------------------------------
Agar kisi ko chahte ho to uske liye aansu na bahao,
Aaisi muhabbat me rone se kya fayada,
Khush hoke apni pyaar ko nibhao,
karlo tum ye apni chahat se vada……….
Email This Sher
-------------------------------------------------------------------
Zindagi main agar aise bikhroge to log tumhe pagal samjhenge,
Aapni chahat ka tumko kaatil samjhenge,
Chahat me bikhro nahi usme seemat jao,
Arre yaar thodi si aur apni akal ladao ….
Email This Sher
-------------------------------------------------------------------
Mere Aansuon ka har ek katra ,
Teri Muhabbat Ki nishani hai ,
Jise tum samjho to moti hai ,
Na samjho To paani hai …
Email This Sher
-------------------------------------------------------------------
App ki nazroan say oojhal ho jayen gay hum,
dur fizaun mei kahin kho jayen gy hum,
meri yadoon say lipat kar reh gaye app,
kaffan orrah kay jab soa jayenege ham..
Email This Sher
-------------------------------------------------------------------
Ehsaas kay daaman main aansu girakar dekho,
Pyar kitna sacha hai ajma kar dekho,
Apko bhul kar kya hogi dil ki halat,
Kisi aaine pe patthar gira kar dekho…….!!!!
Email This Sher
-------------------------------------------------------------------
Durr ho kar bhi tum kabhi durr nahin huae
Tum har waqt dil mein ehsaas ban kar maujood jo rahe
Dhukh iss baat ka nahin ke hum tumhe paa na sake
Dukh to is bhaat ka hai ke bhichar kar bhi hum tumein bhula na sake
Email This Sher
-------------------------------------------------------------------
Ikk umeed ka diya jalaya tha aapke pyar ko pane ko,
Par adhura reh gaya mera sapna ek hone ko,
Yaad karte hain hum aapki yaadon ko
Aur barsa dete hain inn aansuon ko…
Email This Sher
-------------------------------------------------------------------