Jindagi Ka Safar
Jindagi ka safar ek raah hai suhaana ,
Jawani aaisi thy ke thakte nahi thy kadam,
Subah uth kar intejaar karna ,
Sham hote hi phir ghar ki aur chal dena ,
Jindagi aise beet gayi par waqt ke saath aaya na behna ..
Email This Sher
Jamm Pikar
Jamm pi kar apne gam ko kaha kam kia hamne,
Har waqt teri yaadon main in aankhon ko namm kia hamne.
Chaha tha tujhe bhulna par yaad hi kia hamne.
Aur jindagi ke baad bhi kabarr se haath nikaal kar tera hi intezar kia hamne.
Email This Sher
Shaam Thi Wo Katil
Sham thi wo kaatil,jo uski yaaden le aai ,
Thy ham tanha, hame mahkhane le aaye,
Saaki ne toa aur bhi julam dhaya ham par,
Ke chalak gaya paimana, aisi aankhiyon se pilayi …
Email This Sher
Jindagi Nay
Jindagi nay bhi mujhe kya rang dhiklaya hai
Mohabbat ki thi usne gamm humne paaya hai.
Hum to jhumte hai uski yaadon mein
Aur jamana kahta hai aaj phir Pikar aaya hai.
Email This Sher
Zindagi Se Bhi Pyaare
Tufano may Kashti ko Kinaare bhi milte hain,
Iss Jahan mein Logo ko Sahaare bhi milte hain,
Duniya may sabse Pyari hai Zindagi,
Kuch logg Zindagi say bhi Pyare miltay hain.
Email This Sher
Tutae Huyae Paimanoo Main
Tutae huyae paimanoo main jaam nahi aata
Dil ke marij ko aaram nahi aata
Aye dil todne wali jara ye too pucha hota
Toota huya dil bhi kisi ke kaam nahi aata
Email This Sher
Nazar Saaki Par
Nazar saaki par hain, aur lab paimaane par
Dil hamara hai aaj fir, kisi kay nishaane par
Woh khaali pyala liye letein hain, kabar main apni
Kehte hain sharab milaegi, jannat kay aane par..
Email This Sher
Asman Sai Chand Ne
Asman sai chand ne nihara hamen kuchh iss kadar
Ki iss jubaan par aaj fir koi haseen naam aaya
Taare jaise kahte ho koi de raha hai sadda hamen
Chandni mein chhipa koi pyar ka paigaam aaya
Email This Sher
Hamari Kahani Sunn
Hamari kahani sunn sakee ki bhi aankhon main aansoo aa jate hain,
Saare mehkhane ki sharab peekar bhi hum nashe main nahi aate hain,
Kya karein sakee aab toa itni jyada peene lage hain,
Kay hum mehkhane main bhi darwaje se lauta diye jate hain.
Email This Sher
Bichdee Huae Yaar
Bichdee huae yaar hain millee par unkii yaade nahi bichdii
Gamm unke diye hain par unki chaah nahi bichdii
Saaki bottal khol de aaj saari tere maikhaane kii
Deekhen aaj pehmaano main rehta hai gamm ya hamare dil main
Email This Sher