Ye Arzoo Thy
Ye arzoo thy ki aisa bhi kuch hua hota,
Meri kami ne tujhe bhi rula diya hota,
Main laut aata tere paas ek lamhe me,
Tere laboan ne mera naam to liya hota..!
Submitted by Nalini
Shayari | Hindi Shayari | Love Shayari
Shayari, Sher O Shayari, Love Shayari, Romantic Shayari, Funny Shayari, SMS Shayari, Hindi Shayari, Urdu Shayari, Sad Shayari and many more.
Ye arzoo thy ki aisa bhi kuch hua hota,
Meri kami ne tujhe bhi rula diya hota,
Main laut aata tere paas ek lamhe me,
Tere laboan ne mera naam to liya hota..!
Submitted by Nalini
Pani Main Tairna machali ka style
Hawa me udna panchi ka style
Different msgs bhejna FANNAH ka style
Fukat ka msg padhna aur fwd karna aapka style .
Lambi hai manzil aur dur hai kinara
ae dost kyu nahi aaya aaj sms tumhara?
agar dosti ki hai to nibhana hoga dostana
ya bhul gaye ho number ya naam hamara?
MANGI THI DUA AASHIYANE KI,
CHAL PADI AANDHIYA ZAMANE KI,
MERE GHAM KO SAMAJH NA PAYA KOI,
MERI TO AADAT THI MUSKURANE KI.
Submitted by Tausif (My Love Nazma)
Hum Jaante hain ki aap ka Dil ek khush mizaz aur khushnuma aaina hain.
Hum darkhast karthe hein khuda se ki aap ke aaine ka har khushnuma insan ko didar ho .
Submitted by Jay Bafna
Kagaz ki kashti thy aur pani ka kinara tha,
Khelne ki masti thy aur dil awara tha,
Kaha aa gye jawani ke daldal main,
Bachpan hi kitna pyara tha,
Utra tha chaand mere aangan main,
Yeh sitaroan ko gawara na tha,
Main toa sitaroan se bagawat kar leta,
Parr chand bhi kaha hamara tha.