Agar Main Soa Jau
agar main soa jau ,
to mujhe uthana mat,
agar main soa jau,
to mujhe uthana mat,
agar main uth jau,
to mujhe sula dena
by gj (gaurav jaiswal)..
Shayari | Hindi Shayari | Love Shayari
Shayari, Love Shayari, Romantic Shayari, Funny Shayari, SMS Shayari, Hindi Shayari, Urdu Shayari, Sad Shayari and many more.
agar main soa jau ,
to mujhe uthana mat,
agar main soa jau,
to mujhe uthana mat,
agar main uth jau,
to mujhe sula dena
by gj (gaurav jaiswal)..
Rakh le 2-4 botal kafan mein,
Saath baith kar piya karenge,
Jab mange ga hisab gunahon ka,
Ek peg usse bhi de diya karenge..
By Sudhir Dash
Dil se kabhi mujhe yaad kiya karo,
Itna gair na samjho call nahi toa atleast
Miss call toa kar liya karo
By Ashana Singh
Zindagi mein tum iss tarah jaise ki bahar aayi
Pyar iss tarah kiya ki gulzar aayi
Khush hum aise huae ki jaise basant ki fuhar aayi
Tumne dhokha iss tarah diya ki dil mai heartattack aayi
By Kundan amitav
Socha tha har modd pe tumhara intezar karenge,
Socha tha har modd pe tumhara intezar karenge,
Magar kambakhat sali sadak hi seedhi nikli.
By Dinesh
Itna khusnasib to hum na the
Hamari taqdia mai sitam kam na the
Fir kyo hum kuda ko itna bha gye
ki Banakar Dost aap Hamare zindgi me aa gaye
By Ramphal