Dur Kahin Dur
Dur kahin dur mujhe jaana hai
Zindagi tune zara dair se mujhe pehchaana hai
Itna bhatke hai ke manzil ka pata yaad nahin
Raste pooch rahe hai ke kahan jaana hai
Rehan z.khan
Shayari | Hindi Shayari | Love Shayari
Shayari, Love Shayari, Romantic Shayari, Funny Shayari, SMS Shayari, Hindi Shayari, Urdu Shayari, Sad Shayari and many more.
Dur kahin dur mujhe jaana hai
Zindagi tune zara dair se mujhe pehchaana hai
Itna bhatke hai ke manzil ka pata yaad nahin
Raste pooch rahe hai ke kahan jaana hai
Rehan z.khan
Khud ko apne saaye se bachalo dosto,
Kuch waqt khushise bitalo dosto,
Jindagi to bewafa hai uska kya bharosa???
Maut ko mehbuba banalo dosto. …
By Nasir
Jindagi hume har galti ki saja de jati he…
Jo ji kar na mile maut wo maja de jati he…
kya kare duniya ki duao ko???
Jab kisiki baddua hamare liye dua ban jati he……
By Nasir
najdeek hote hue bhi dooriya huyi ,
na jane mohobbat ke darmiya kya majburiya huyi ,
hum jab puhche unhe apna banane tab tak wo kisi or ke ho gaye ,
tumne kaha to tha ghode pe baithkar jaldi aana,
ghoda mila nahi hume to hum gadhe par baith kar hi chal diye….
Pavan Gurjar
Pyar karna assan hai ae dost,
Par hai muskil usse nibhana hai,
Pyar to har koi kar leta hai jahan mein,
Par muskil sacha pyar pana hai……….
By Sadaf Malik
Tum bewafa nahi na hum bewafa
Tumhara kasoor nahi na mera kasoor
Phir kyun hum milke bhi juda??….
Agar tum mille to khuda se kya mangna
Mere khuda mujhe mere pyar milla do
Milke hum kabhi na juda honge
Agar judaiye ayegi to
Dubara janam lenge….
By Nandini