Pyar Karna
Pyar karna assan hai ae dost,
Par hai muskil usse nibhana hai,
Pyar to har koi kar leta hai jahan mein,
Par muskil sacha pyar pana hai……….
By Sadaf Malik
Shayari | Hindi Shayari | Love Shayari
Shayari, Sher O Shayari, Love Shayari, Romantic Shayari, Funny Shayari, SMS Shayari, Hindi Shayari, Urdu Shayari, Sad Shayari and many more.
Pyar karna assan hai ae dost,
Par hai muskil usse nibhana hai,
Pyar to har koi kar leta hai jahan mein,
Par muskil sacha pyar pana hai……….
By Sadaf Malik
Tum bewafa nahi na hum bewafa
Tumhara kasoor nahi na mera kasoor
Phir kyun hum milke bhi juda??….
Agar tum mille to khuda se kya mangna
Mere khuda mujhe mere pyar milla do
Milke hum kabhi na juda honge
Agar judaiye ayegi to
Dubara janam lenge….
By Nandini
Toot kar tujhe chaahna meri fitrat hai,
Ek pal ke liye hi sahi magar tujhe paa lu
Bas yahi hasrat hai ,
Tujhe kya pata zindagi mai mere bhari hui
Kitni nafrat hai,
Bas ek baar keh de ki tujhe mujse muhabbat hai ….
By Jai
Zindagi pyar ke naam hua karti hai.
Dil mein uththi hui ek tis kaha karti hai.
Ki har koi to nahi banwa sakta hansi TajMahal.
Har dil mein ek mumtaj raha karti hai.
By Amar
Woh jo sar jhuka ke baithe hain.
Hamara dil chura ke baithe hain.
Humne unse kaha hamara dil hume lota do.
To bole, hum to HATHON ME MEHNDI laga ke baithe hain.
By Shaik Dildar
Aasmanon se kaho agar humari udan dekhni ho,
Toa apna kadd aur uncha karle….
Hasinon se kaho agar mohabbat dekhni ho to,
Humse aakar mile…………….
By Manish