Piya Karte The
kabhi yaroo ki mehfil me bait ke hum bhi piya karte the
Kabh yaroo ke yaar ban ke hum bi jiya karte the
Zindagi ne ki bewafi ,warna
hum bhi zingadi se pyar kiya karte the.
by Zameer
Shayari | Hindi Shayari | Love Shayari
Shayari, Love Shayari, Romantic Shayari, Funny Shayari, SMS Shayari, Hindi Shayari, Urdu Shayari, Sad Shayari and many more.
kabhi yaroo ki mehfil me bait ke hum bhi piya karte the
Kabh yaroo ke yaar ban ke hum bi jiya karte the
Zindagi ne ki bewafi ,warna
hum bhi zingadi se pyar kiya karte the.
by Zameer
Teri yaad ne hame jeene na diya,
Chain se humko ab marne na diya,
Hum peete hai teri yaad me zalim,
Par iss duniya ne hame peene na diya,
By Shanu ajnabi
Maikhane saje thy,Jam ka tha daur,
Jam me kya tha ye kisne kiya tha gaur,
Jam me gum tha mere armano ka,
Aur sab kahe rahe the ek Aur, ek Aur…
By Sudhir Dash
Mat karo meri batoon pe yakin , maine nashe mai hu,
Woh thi hamare kareeb , mai nashe mai haun.
By Jaan
Nasha hum karte hain ,
ilzaam sharaab ko diya jaata hai,
magar ilzaam sharaab ka nahi unka hai,
jinka chehraa hume har jaam mein nazar aata hai…
md yakoob ather
Jamm pi kar apne gam ko kaha kam kia hamne,
Har waqt teri yaadon main in aankhon ko namm kia hamne.
Chaha tha tujhe bhulna par yaad hi kia hamne.
Aur jindagi ke baad bhi kabarr se haath nikaal kar tera hi intezar kia hamne.