Apki Yaad
Hm to aapki yaado main jiya karte hain,
aapki har muskan dil main sama lete hain,
krte hain hum aapko kitana pyar
Ye dil ki baat hum dil main hi chupa lete hain.
by Nikhil
Shayari | Hindi Shayari | Love Shayari
Shayari, Love Shayari, Romantic Shayari, Funny Shayari, SMS Shayari, Hindi Shayari, Urdu Shayari, Sad Shayari and many more.
Hm to aapki yaado main jiya karte hain,
aapki har muskan dil main sama lete hain,
krte hain hum aapko kitana pyar
Ye dil ki baat hum dil main hi chupa lete hain.
by Nikhil
Jab bi aate hai samne mera hal bura ho jata hai mera ,
Dara sa sahma sa rahta hai dil mera ,
Kahte kahte lave ruk jate hai na jane kya hoga mera ,
Intejar hai unke ijhar ka hum se to aaj tak kuch na hua
By Pavan Gurjar
Kisi ki yaadoan ne pagal bana rakha hai,
Mar na jau khi kafan sila rakha hai,
Dosto jalne se pehle mera dil nikal lena kahi vo na jal jaye
Jisse iss dil mai basa rakha hai.
By Rakesh Siwach
Usse kehna maze mai hai hum,
Bas zara yaaden satati hai,
Uski duri ka gum nai mujhe,
Bas zara aankhe bheeg jati hai……… .
Usko Bas Itna Bata Dena,
Itna Aasaan Nahi Hai Tumhe Bhula Dena,
Teri Yaadein bhi Tere Jaisi hi Hain,
Unhe Aata Hai bas rula Dena.
By Ravi
Dil ki arzoo hai ke aap se gale mile
Ankh kehti ke wo aap ko hi dekhe
Intezar kar raha hoon mai kab me
Ab aap batae aap kiya kehte hai
By Mohammed Tayyab
Dur reh kar bhi teri fariyad karte hain.
Apni tanhayi se teri baat karte hain.
Tu bhul ja ya khuf-ae-badnami se ho juda.
Har ghari har pal tujhi ko yaad karte hain.
By Moin Shaikh